| Dil Nahi Lag Raha Doston Kay Bin |
| By : Ashwani ( Posted on :24 Jan, 2007 ) | Total Views : 201 | Previous | Next |
Dil nahi lag raha doston kay bin,
Nadaniyaan,gustakhiyaan kuch hasna,kuch rona,
Thha maza roz eik naya unn kay saath,
Abb na wo pal na maza aata hay kyon mujhay rona aata hai,
Kabhi koi baat galat nikal jaati agar zubaan say,
Has kay thta dostoon ka hamaray taal dena,
Diya jinhonay mushkil waqat par saath,
Kya maloom thha wo sahara thha mujhay khona,
Nahi mushkil koi unn say milna dobara,
Lekin iss office ko bhi hai poora din dekhna,
Chalo bardasht karna hai aur kya karna hai,
Agar ho zaroorat to email hum ko kar dena.