| By : Saadia ( Posted on :02 May, 2008 ) | Total Views : 155 | Previous | Next |
Muhabbat ki nazrein karam chahti hoon
Sada tere dil mein jagah chahti hoon
Koi kya kisi ko chahega itna
jitna main tum ko sanam chahti hoon
Honge deewane tere hazaro
kahan main kisi se kam chahti hoon
Karle tu shamil hum ko zindagi me
tu bhi kaha hum ko kam chahta hai
Tu khud faisla kar meri zindgani
main tujko zyada ya kam chahti hoon
Tu ne to mujh par jadoo kia hai jaise
jo dekhta hai mujhe pagal deewana kehta hai
Koi jakar pooche to unse zara
woh nazrein churaye kyon bathe hain
Ab to woh hum se milne bhi nahi aate
kahin chhup kar baithe hain woh hum se
Kal mehfil-e-haseeno mein nazar aaye the woh
lekin humari aamad par uth kar chale gaye woh
Muhabbat ki nazrein karam chahti hoon
Sada tere dil me jagah chahti hoon
Written By : Saadia