Love poem - A nice collection of poems on love and romance.
Mohabbat Sirf Tum HoPosted by : Sarfaraz amani on 10-Jun-2010 Total Views : 1221 Mohabbat phool kab hai
mohabbat to hai khushbu
mohabbat chaand kab hai
mohabbat to hai jugnu
mohabbat hai samundar
mohabbat kab kinara
utar aye zameen per
mohabbat wo sitara
mohabbat husn kab hai
mohabbat kab jawani
mohabbat ki faqat hai
yahi itni kahaani
ke jaise ek saaya
kisi saaye mein gum ho
mohabbat sirf main hoon
mohabbat sirf tum ho
Email to Friend | Post Comments
Tere LiyePosted by : Sanyog Saxena on 03-Jun-2010 Total Views : 921 Zakhm kisi mod par
muskurate to honge.
Main yaad aata hunga unhe
wo mujhe bhulate to honge
Meri kitab padhkar
mera pyar yaad aaya hoga shayad
Fir kisi Dar se uske panne jalaate honge
Email to Friend | Post Comments
मै दीवाना क्यूँ हो गयाPosted by : Ritik Verma on 24-May-2010 Total Views : 1085 वो दूर खड़ा कोई पास बुलाये
खाना नहीं बस याद खिलाये
या मौला किस्मत में क्या लिख दिया
मिलती नहीं वो, बस याद पिलाये
रगों में मेरे अब तो उसका ही नाम
जुबाँ पर मेरे बस तो उसका ही नाम
ये जर्रा जर्रा डूबा है उसमे
कलम लिखती है मेरी तो उसका ही नाम
ये तन्हाई का कायल मै क्यूँ हो गया
उन बिन वीराना सब क्यूँ हो गया
लोग कहते हैं की ये प्यार का गम है
उफ़ ये दीवाना मै क्यूँ हो गया.
Email to Friend | Post Comments
परवाना तड़पता ही रहता हैPosted by : Ritik on 24-May-2010 Total Views : 673 पहले सूखे पत्तों की आग थी
कुछ वक्त बाद दीये की
परवाना तड़पता भी था
और
मरता भी
मगर
आज युग ने पत्ते उड़ा दिये
खुला दीया भी नहीं मिलता
बल्ब की बिजली है
परवाना तड़पता ही रहता है
मगर
मरता नहीं
Email to Friend | Post Comments
Dil Ki ChorniPosted by : Simran on 18-May-2010 Total Views : 734 Aasman mein taarey chaar
pyaar karne ko jaage hain vichaar
mukh ye karun kis aur
chhipi woh na jaane kis chhorr
talashun main apni chandni
ban gayi meri dil ki chorni
dil ki ye mehki hai bagiya
kahaani anjaani is dil ki par sajanniyaa
bhanvre ne pyaar ka khilaya fool
na do isey gaal na kaho ise bhool
haya wa nazakat ki hai woh murat
nazzron ke aaine mein jiske
dikhne lagi hai surat
Email to Friend | Post Comments
Pyaar- Ik InaayatPosted by : Simran on 14-May-2010 Total Views : 563 chand ki chandni mein jag saara yun nahaya
jaise kan-kan mein yahan pyaar samayaa
pyaar yeh inaayat hai rab ki
kasmon mein bandhi saansein hai jag ki
banke khushnaseeb yahan wahi aaya
dil ne jiske apna pyaar ho paaya
dhadak rahe, tale is roshni mein ajab
nazron mein kaid tasavuur ko gajab
ik duje bin ab jeena nahi
judaai bhara jaam aisa peena nahi
saanson mein uski ik ajab sa nashaa hai
nigahon meiin teri ab zindagi bhar ki sazaa hai
falak par ye chand
gardish mein ye sitare
humare milan ke hain gawaah
duniya ki ab hai kise parwaah
seene mein machal rahi dhadkan hai
jism mein ajab si tadpan hai
aaghosh mein teri simti ye kaynaat hai
juda karo toh intezaar mein qayamat hai
sach hai ya tha ik sapna
aankh khuli toh na nazar aaya mujhe woh apna
Email to Friend | Post Comments
[ Previous Page ] [ Next Page ]
Pages : 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 Wedding Poems