Home | Astrology | Classifieds | Cricket | Fun | India | Kids | Medical | Movies | Immigration | Personal Pages | Photos | Recipes | Yellow Pages | City Photos
|
|
|
|
![]() |
|
|
| Movies : New Releases | Top 10 Movies | Upcoming Movies | Movies List | Lyrics | Top 10 Songs |
| Baghban (Hindi Movie) |
|
| Pahle Kabhi Haan Haan Pahle Kabhi | |
| Music Director : Aadesh Shrivastava Singer : Udit Narayan, Alka Yagnik Na Meraa Haal Aisaa Huaa Merii Neend Gayee Chain Khone Lagaa Kuchh To Hone Lagaa Haan Kuchh To Hone Lagaa Pahle Kabhi Haan Haan Pahle Kabhi Na Meraa Haal Aisaa Huaa Merii Neend Gayee Chain Khone Lagaa Kuchh To Hone Lagaa Haan Kuchh To Hone Lagaa Pahali Mohabbat Kaa Ahsaas Hai Ye Hey Hey Hey Pahali Mohabbat Kaa Ahsaas Hai Ye Kaise Bataaoon Ke Kyaa Pyaas Hai Ye Kyun Tadapne Lagaa Kyun Dhadakne Lagaa Koi Sapnaa Meraa Dil Sanjone Lagaa Kuchh To Hone Lagaa Haan Haan Kuchh To Hone Lagaa Mahboob Chaahat Ki Raahon Mein Milke Hey Hey Hey Mahboob Chaahat Ki Raahon Mein Milke Poore Huey Saare Armaan Dil Ke Ab Sanam Darmiyaan Na Rahi Dooriyaan Teri Zulfon Tale Main To Sone Lagaa Kuchh To Hone Lagaa Haan Kuchh To Hone Lagaa Pahle Kabhi Haan Haan Pahle Kabhi Na Meraa Haal Aisaa Huaa Meri Neend Gayee Chain Khone Lagaa Kuchh To Hone Lagaa Haan Kuchh To Hone Lagaa Haan Haan Kuchh To Hone Lagaa Haan Kuchh To Hone Lagaa Haan Kuchh To Hone Lagaa Haan Kuchh To Hone Lagaa |
| Advertise with us, Terms and Conditions, Privacy Policy, Sitemap, Contact Us All rights reserved to www.whereincity.com | Site by : Glow Web Services Pvt. Ltd. |


