Home | Astrology | Classifieds | Cricket | Fun | India | Kids | Medical | Movies | Immigration | Personal Pages | Photos | Recipes | Yellow Pages | City Photos
|
|
|
|
![]() |
|
|
| Movies : New Releases | Top 10 Movies | Upcoming Movies | Movies List | Lyrics | Top 10 Songs |
| Din Kushi Kaa Chhup Gayaa | |||||||||
| Music Director : Singer : Suraiya
raat gam ki aa gayi - 2 pyaar ke jahaan mein dard ban ke chhaa gayi - 2 din kushi kaa chhup gaya raat gam ki aa gayi - 2 yaad aa ke rah gayi pyaar ki kahaaniyaan aansuyon mein bah gayin pyaar ki kahaaniyaan - 2 pyaar ban ke jo khili wo kali murajhaa gayi - 2 din kushi ka chhup gaya raat gam ki aa gayi - 2 haay kyuun bichhad gaya - 2 dil se dil milaa huaa - 2 tuu nahin to zindagi charaag hai bujhaa huaa - 2 do dilon ke pyaar mein kyuun judaayi aa gayi - 2 din kushi ka chhup gaya raat gam ki aa gayi - 2 ruuth ke chale gaye din meri bahaar ke phuul hi bikhar gaye zindagi ke haar ke - 2 dil ki aas tuut ke aansuyon mein aa gayi - 2 din kushi ka chhup gaya raat gam ki aa gayi - 2 pyaar ke jahaan mein dard ban ke chhaa gayi - 2 | |||||||||
| Advertise with us, Terms and Conditions, Privacy Policy, Sitemap, Contact Us All rights reserved to www.whereincity.com | Site by : Glow Web Services Pvt. Ltd. |


