| Angel. THERE IS SO MUCH TO SAY..............................SO MUCH TO SHARE |
| My Home >> Fun & Info >> Shayari |
mera khuda har roz mujhe nayi khushiya deta hai
shadman woh mujhe to bana deta hai jab hoti hai koi baat galat mujh se main karti nahi ho jata hai jab kaam galat mujh se mera khuda bigde huye mere kaam bana deta hai shadman woh mujh ko bana deta hai jab bhool main jati hoon kabhi teri baaton ko aur neend se uth jati hoon ghabra ke raaton ko mera khuda aa kar mere sapno ko saja deta hai shadman woh mujh ko bana deta hai jab gair ho jate hain kabhi aise hi khafa mujhse aur dost bhi kar jate hain aise hi jafa mujhse woh pyar ki phulwari se meri rahon ko saja deta hai shadman woh mujh ko bana deta hai
|
| Register Now to create your personal Website | Disclaimer Personal Pages by : www.whereincity.com |