| Just for us............ 123 start |
| My Home >> Fun & Info >> My Poems |
kal raat tum bahut yaad aaye
dil mein dhadkan bankar aankon mein paani bankar hothon pe pyaas bankar saans mein ehsaas bankar har jagah to tum yaad aaye ke kal raat tum bahut yaad aaye jism mein lahoo bankar kaano mein sangeet bankar kadmo ki aahat bankar baanhon mein saath bankar har jagah to tum yaad aaye ke kal raat tum bahut yaad aaye chand ki chandni bankar sitaron ki jhilmilahat bankar raat ki raagni bankar khuaabo mein hakikat bankar har jagah to tum yaad aaye ke kal raat tum bahot yaad aaye
|
| Register Now to create your personal Website | Disclaimer Personal Pages by : www.whereincity.com |