Zarurt Hua Karte TheBy : Mihir (Views : 2434)Kal tak ham apki jaan hua karte the
pata nahi kitni bar izhaar-e-mohabbat kiya karte the
aajkal pata nahi kya hua unhe ke baat cheet kuchh kam kiya karte hai
gaur se socha to pata chala
ke pehle ham unki zarurat hua karte hai
Itna Bhi Na ChahoBy : Mihir (Views : 2274)Itna bhi na chaho kisi ko
ke apki chahat ka pata na chale
uski yaad me aap duniya chhod do
aur unhe apke jaane ki wajah ka pata na chale
AwaazBy : Jancy (Views : 2067)Dil ke tukde se
Awaaz aati thi kabhi
Bhari hui aankon se
Aansu aate the kabhi
Magar ab to khamosh hain barson se
Lagta hai Tumhari bewafai kubul ki maine dil se
Bewafa Se Wafa Ki ToBy : Rahul Kaushik (Views : 2883)Bewafa se wafa ki to kya paya humne
Dhokha Fareb aur daga paya humne
Sachhai ka sila humko ye mila
Aakhir me khud ko thaga paya humne
Kya Hua Tera WadaBy : Imteyaz (Views : 4894)kisiki yaadon ne pagal bana rakha hai
kahin mar na jayein kafan silwa rakha hai
Dafnane se pahle DIL nikal lena
kahin wo dafan na ho jaye jise dil me basa rakha hai
[ Previous Page ] [ Next Page ]
Pages : 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15