Mohhabbat Ki MoutBy : Biswas (Views : 1236)woh muje marke kabra par
muskurate huye chali gayi
zamana yeh samjhe oh chahati hai muje
isliye apna rumal chhod gayi
achanak ek laash ne haste huye pucha
janab kya hal hai
kya tumhe us housnwali ne mara
jiski hasin chal hai
maine kaha sahi farmaya apne
wohi hai mera kaatil
pahchanna asan hai uske gaalo pe hai til
tab ek aur laash ne haste huye kaha
usi ki meharbani se
ham sab kabr par pahunch gaye
apko milkar aaj is kabr me hum 100 poore ho gaye
Dhokha MohabbatBy : Nimit_shah (Views : 1269)Mohabbat ki duniya me kaun kiska hota hai
Dhokha wahi deta hai jispe bharosa hota hai
Mohabbat Ki AarzooBy : Sahejad Quadri (Views : 1802)Mohabbat Ki aarzoo Ab Nahi Basti Hai Mere Dil Mein
Kisi Aur Ko Chahna Ab Nahi Hai Mere Bas Mein
Humne Bhi Kisi Se Pyaar Kiya ThaBy : Saee (Views : 1529)Humne bhi kisi se pyaar kiya tha
Thoda nahi beshumar kiya tha
Meri toh zindagi hi badal gayi
Jab usne kaha are pagal meine toh mazak kiya tha
Kya Huya !!By : Dawood Darvish (Views : 1359)Aankhon se Tootte hai sitaare to kya huya
Chalte nahi wo saath hamare to kya huya
Toofaan ki zad mein azm mere saath saath tha
Kashti ko mil sake na kinare to kya huya
Tanhayion ne mujh ko gale se laga liya
Wo ban sake na Dilse hamare to kya huya
Sau hausle hamare qadam choomte rahe
Kuchh be sukoon raat guzare to kya huya
Manzil bhi, kaarwan bhi, musafir bhi khud raha
Saathi bane na Hamare chaand sitaare the kya huya
[ Previous Page ] [ Next Page ]
Pages : 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10