Pyaar Surat Se NahiBy : Lucky (Views : 485)pyaar surat se nahi
dil se hota hai
yakeen insaan par nahi
uske emaan par hota hai
dost app jaisa ho to
pyaar dost se nahi
uskey aitbaar se hota hai
Dosti Se Agay TumBy : Awais (Views : 639)dil mein basey ho
dharkan ki tarha
sanson mein basey ho
khushboo ki tarha
ankhoon mein basey ho
khowaboon ki tarha
khiyaloon mein basey ho
humsafar ki tarha
aur tum se kiya kahoon
ke tum
rooh mein basey ho
zindagii ki tarha
Kamiyaan Talaash Karta HoonBy : Shweta (Views : 544)gujarte lamhon mein sadiyaan talaash karta hoon
yeh meri pyaas hai ki nadiyaan talaash karta hoon
yahaan to log dhoondte hain khoobiyaan apni
main to yahaan apni kamiyaan talaash karta hoon
Tum Se Mil KarBy : Pari (Views : 602)tum se mil kar hume zindagi mili
tum ko soch kar hum ko rahat mili
tum ko dekh kar roshni mili
O mere dost tera bohat shukariya
tum hi se to hum ko har kushi mili
Aaj Ki RaatBy : Pari (Views : 348)aaj ki raat chha gaye badal
barish barsegi fir zoro se
hum ne hai bheja pegam badalo mein
tumhare shehar mein bhi barish barsa de
dekh kar mausam ko mann gaane lage
is barish mein humari hi yaad aane lage
[ Previous Page ] [ Next Page ]
Pages : 21 22 23 24 25 26 27 28 29 30