Jab Main Peeta Thha....By : Payal Verma (Views : 2292)Jab main peeta thha, jab main peeta thha,
To usne chhuda di apni qasam de kar,
Jab mainey chhodi, to yaaron ne pila di uski qasam de kar!!!
Mashooqaa Se Aankh Ladana....By : Payal Verma (Views : 1863)Mashooqaa se aankh ladana har kisi ke bas ki baat nahi,
Mashooqaa se aankh ladana har kisi ke bas ki baat nahi,
Chauraahe pe joote khaana har kisi ke bass ki baat nahi!!!
Darr Lagta Hai Tez Hawaon Se....By : Payal Verma (Views : 2082)Har geet ko main gaati nahi,
Har saaz ko gungunati nahi,
Darr lagta hai tez hawaaon se,
Isliye main ghar ke bahar jaati nahi!!!
Apne Deewane Par Kyon ItnaBy : Usman Ali (Views : 1916)Apne deewane par kyon itna zulm dhaate ho,
Khwaab mein bhi baap ko saath laate ho.
ProgrammerBy : Sundeep Rawat (Views : 1764)Badli hai duniya, kuchch kuchch main bhi badal gaya hoon,
Pahle bekaar tha ab S/W Programmer ban gaya hoon,
VC aaye to VB mein daal do, VB aaye to VC mein daal do,
Seedhe seedhe sabko museebat mein daal do,
Project extend ho gaya to kya ho jaata hai?
Arey tankhwah milti hai aur timepass ho jata hai,
Aur wah wah bolne mein tumhara kya jaata hai.
[ Previous Page ] [ Next Page ]
Pages : 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18