Naa Hame Haarna Aata HaiBy : Payal Verma (Views : 2661)Naa hame haarna aata hai,
Naa hame jeetna aata hai,
Hame to sirf ladki ko dekh ke seety bajana aata hai.
Jab Main Peeta Thha....By : Payal Verma (Views : 2371)Jab main peeta thha, jab main peeta thha,
To usne chhuda di apni qasam de kar,
Jab mainey chhodi, to yaaron ne pila di uski qasam de kar!!!
Mashooqaa Se Aankh Ladana....By : Payal Verma (Views : 1945)Mashooqaa se aankh ladana har kisi ke bas ki baat nahi,
Mashooqaa se aankh ladana har kisi ke bas ki baat nahi,
Chauraahe pe joote khaana har kisi ke bass ki baat nahi!!!
Darr Lagta Hai Tez Hawaon Se....By : Payal Verma (Views : 2152)Har geet ko main gaati nahi,
Har saaz ko gungunati nahi,
Darr lagta hai tez hawaaon se,
Isliye main ghar ke bahar jaati nahi!!!
Apne Deewane Par Kyon ItnaBy : Usman Ali (Views : 1987)Apne deewane par kyon itna zulm dhaate ho,
Khwaab mein bhi baap ko saath laate ho.
[ Previous Page ] [ Next Page ]
Pages : 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22