DimaagBy : Gopaljsr (Views : 1774)Main aapko chand kehta, Main aapko chand kehta Lekin usme bhi daag hai
Main aapko suraj kehta, Main aapko Suraj kehta Lekin usme bhi aag hai
Main aapko bandar kehta, Main aapko bandar kehta
Lekin usme bhi dimaag hai
Ashiq Ka DardBy : Gopaljsr (Views : 1887)Dil ke armaan aasu me beh gaye
ye aashique ka dard tha
jo baat unse kehni thi
light chaligaye aur unki mummy se keh gaye
Na Ishq KarnaBy : Sumeet Singh Kalsey (Views : 1333)Na ishq karna mere yaar
ye ladkiya bahut satati hai
na karna in par aitbar
ye kharch bahut karwati hai
recharge tum karwa ke dete ho
or number mera lagati hai
Kaali GhataBy : vibha (Views : 1123)Aasmaan mein kaali ghata chaaiyi hai
aaj fir girl friend se maar khaayi hai
kahti hai ki sudhar jao
magar meri galti nahi hai doston
barabar waali ladki aaj mini skirt mein aayi hai
Aasmaan mein kaali ghata chaayi hai
usko dekh meri haalat chakrayi hai
dil mein baat karne ki khwahish aayi hai
par aaj kismat ne bhi tangdi khayi hai
aaj meri gf mere saath mein market aayi hai
Aasmaan mein kaali ghata chaayi hai
saare armanoo ki hui aaj vidai hai
arre bhai maine uske saamne maar khaayi hai
sharam ne mooh par laali lagayi hai
par dil hai ki maanta nahi
chupke se karta mooh dikhai hai
Aasmaan mein kaali ghata chaayi hai
aaj fir girl friend se maar khaayi hai
WAH GHALIB TUNEBy : Syed Ali Uddin (Views : 1984)wah ghalib tune kya sher mara hai
wah ghalibe tune kya sher mara hai
are yaar! dekh zara sherni kitna ro rahi hai
[ Previous Page ] [ Next Page ]
Pages : 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10