Kaanta Hai Kaafi By : Rajneesh Batra (Views : 1245)“Bachhon Ko Chhota Mat Samajh Bas Qad Ko Dekhkar,
Kaanta Hai Kaafi Laaney Sikandar Ko Farsh Par.”
Dil Da DardBy : Harry Sandhu (Views : 7667)Mere Sath Koi Rehta
To Mera Hota
Mere DiL Me Kisi Ka
Basera Hota
Ban Ke Jugnu
Me Deta Roshni Usko
Chahe Meri Aankho Me
Kitna Bhi Andhera Hota.
Umar RaftarBy : Mahek (Views : 6561)Umar raftar se guzar jaye to acha hota
wakt ek bar thehar jaye to acha hota
mera dil yu bhi tere kadmo me bikhar gaya hain tutke
tu ise jodke jata to acha hota
ऐतबार तो करोBy : Dr.Rajendra Tela (Views : 16489)मुझ को मुजरिम न कहो,
मै गुनाहगार नहीं हूँ
प्यार ही किया था,कोई गुनाह नहीं
सजा देनी है,तो तेरा साथ ही दे दे
जानता हूँ मै,तुमको मेरी चाहत नहीं
मुझे फिर भी कोई ऐतराज नहीं
वादा है तुझसे,पास तो रहूँगा,
बेरुखी पर तेरी,उफ न करूंगा
तेरी नजदीकियां ही काफी है
सकून के लिए,
सजा न दो सकून ही दे दो,
मेरी चाहत के लिए
मेरी इल्तिजा पर गौर तो करो
अपने गरूर को ताक़ मैं रख
ज़रा ऐतबार तो करो
गुजारिश है बस इतनी
थोडा ऐतबार तो करो
Toote Hue PhoolBy : Opender (Views : 13054)Toote Hue Phool Khushboo De Jaate Hain
Beete Hue Pal Yaadein De Jaate Hain
Koi Pyar Mein Dosti
Toh Koi Dosti Mein Pyar De Jaate Hai
[ Previous Page ][ Next Page ]
Pages : 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10