Aaye the zindagi me wo bahar banke
Chha gaye the hum par wo karar banke
Par de sake na sakun is DIL ko kabhi
Yaadon me hamare ghulte gaye wo zehar banke
| आये थे ज़िन्दगी मे |
|
आये थे ज़िन्दगी मे वो बहार बनके
छा गये थे हम पर वो करार बनके
पर दे सके ना सकुन इस दिल को कभी
यादो मे हमारे घुलते गये वो ज़हर बनके |
Written By : Imran Pasha
Kayi baar hansaya hai zindagi ne hume
To kayi baar rulaya hai zindagi ne hume
Kayi apne diye hai is zindagi ne
To kayi apno ko begana banaya hai
Kuch palo ne diye hai gam-e-dil
To kuch ne mohbatt ke ehsaas
kal jab baithe hai akele hum to
Socha ki kar le zindagi ke saath 2-2 haath
Par aaj phir zindagi ne apne hone ka ehsaas karaya hai hume
aaj zindagi ne aapse milaya hai hume
Dil me ek naya sa umeed ka phool khilaya hai
Hume zindagi par aur zindagi ko humpar
aaj phir se karaar aaya hai
Posted By : Sonia