Sharab Ko Tanha Dekha To Taras Khake Pi GayeBy : Ms.Balwinder Kaur (Views : 738)Gam iss kadar mila ke ghabhra ke pee gaya,
Khushi thodi si mili to mila ke pee gaya,
Yu to na the hum peene ke aadi
Sharab ko tanha dekha to taras khake pee gaya
Bas Ek Lamhe Ke LiyeBy : Ms.Balwinder Kaur (Views : 969)Lamha lamha intezaar kiya jis ek lamhe ke liye ,
Woh lamha aya bhi to bas ek lamhe ke liye,
Guzarish yehi hai khuda se ke phir aye woh lamha,
Bas ek lamhe ke liye
Mat Ro Na Kisi Ki Yaad Me YaarBy : Ms.Balwinder Kaur (Views : 728)Mat Ro Na Kisi Ki Yaad Me Yaar
Kyoki Jin Ke Liye Rona Chahiye
Voh Rulate Nahi Hai
Aur Jo Rulate Hai Unhe Bhulana Chahiye
Teri Aawaaj Aayi Harr Saans Ke Baad..By : Ms.Balwinder Kaur (Views : 781)Raat hui jab shaam k baad
Teri yaad aayi har baat ke baad
Humne khaamosh rehkar bhi dekha
Teri aawaaj aayi harr saans ke baad
Koi Yeh Kaise Bataye Ki Woh Tanhaa Kyun HaiBy : Ms.Balwinder Kaur (Views : 691)Koi Yeh kaise bataye ki woh tanhaa kyun hai
Woh jo apna tha woh hi aur kisi ka kyun hai
Yehi duniya hai to fir aisi ye duniya kyun hai
Yehi hota hai to aakhir ye hi hota kyun hai
[ Previous Page ] [ Next Page ]
Pages : 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24