Uthati Lehron ko saahil ki darkaar nahin hoti
hauslon ke aage koi deewar nahin hoti
jalte huye ik chiraag ne aandhiyon se kaha
himmat hai to bujha ke dikha
jalne ke liye mujhe kono ki darkaar nahi hoti
| दरकार |
|
उठती लहरो को साहिल की दरकार नही होती
हौसलो के आगे कोई दीवार नही होती
जलते हुये इक चिराग ने आंधियो से कहा
हिम्मत है तो बुझा के दिखा
जलने के लिये मुझे कोनो की दरकार नही होती |
Written By : Neeraj Kumar
jab jab ummed ke dhage tod diye jate hai,jeete hue insaan bhi aksar har jate hai,bhujne mat dena ummed ka ye roshan diya,suna hai chote chote pathro se hi Tajmahel banaye jate hai.
Posted By : Sharad Mathur