Maanga RAB SeBy : Zeeshan (Views : 1530)Maine Maanga Jo RAB Se Wo Sabse Anjana Hai
Wo Kuchh aur nahi Bas Tera Muskurana Hai
Taare Hai AnekBy : Mohit Bhatt (Views : 916)Taare hai anek par aaj hai chand ki baari
Phool hai kai par woh toh gulab hai humari
Unki ek muskaan pe kurbaan hai zindagi saari
Aur unki palko ki chhaon mein jannat hai humari
Apno Se MilanBy : Mohit Bhatt (Views : 1090)Khushi ke is pal mein ye dil bas muskuraye
Har gum bhula ke pyar bhare sapne sajaye
In hasin palo ki khushboo is dil ko bahut bhaye
Shaayad in palo ka sangam hi jannat kehlaye
Eid Ke RozBy : Ashique-E-Bimar (Views : 1546)Itne Majboor The Eid Ke Roz Taqdeer Se Hum
Ro Pade Milke Gale Apki Tasweer Se Hum
Rahon Ki Ye Sham Aur Yadon Ka Ye Sama
Apni Palkon Main Hargiz Sitare Na Layenge
Rakhna Jaroor Sambhaal Ke Tum Kuch Khushiyan Mere Liye
Main Laut Ke Aaaoun Ga Phir Eid Manayeinge
Dekh Kar Eid Ka Chand Ye Dua Mang Rahe hain
Aye Khuda Un Ankhon Mein ye Chand Hamesha Chamke
Phichli Eid Mein Jitna Yaad Kiya Tha Unhe
Ya Khuda Is Saal Eid Sirf Yaad Mein Na Guzre
Janamdin MubarakBy : Mohit Bhatt (Views : 1526)Har saal aata hai ek din sabse suhana
Jhoomta hai dil aur gata hai koi gana
Khushi ke is din par tum bas muskurana
Aur aane wale kal ke liye sapne sajana
[ Previous Page ][ Next Page ]
Pages : 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10
| Most Viewed Ocassion based shayari |