Tere Milne Ko MainBy : Sara (Views : 979)Tere sang bahaaro ne bhi kiya mera intzaar
Sang bahaaro ke chiraag bhi the bekaraar
Bujhe bujhe the hum ye na gawaara hua unnhe
Amaawas ki raat me ussne diye jalaaye the hazaar
Chehre par ek muskaan ki chahat thi uski
Raaho me phool nahi guchhe hi bichhaye the hazaar
Humse hai wo mera maine usse pehchana nahi
Har pal ko usne khushnumaa kiya jindagi me laai bahaar
Uski to bas yehi khawaish thi rahu main ruh-e-afza
Shayad isi liye usne kiya tha mehfil ko gulzaar
Tujhe dil ne to ab maan hi liya hai khuda mera
Tere milne ko mere khuda main leti janam sau baar
Dil Dhadkan Aur PyarBy : Mohit Bhatt (Views : 506)Dil hai dhadkan hai aur hai aapse pyar
Ishq hai mohobaat hai aur chhaya hai ek khumar
Chahat hai aarzoo hai aur hai bas ek intazar
Ki pyar ki khushboo badti rahe aur aa jaye bahar
आप जो मिले हो हमे ख़ुद पे नाज़ हBy : Gurpreet Singh (Views : 585)नैनो मे बसे है ज़रा याद रखना,
अगर काम पड़े तो याद करना,
मुझे तो आदत है आपको याद करने की,
अगर हिचकी आए तो माफ़ करना........
ये दुनिया वाले भी बड़े अजीब होते है
कभी दूर तो कभी क़रीब होते है
दर्द ना बताओ तो हमे कायर कहते है
और दर्द बताओ तो हमे शायर कहते है .......
ख़ामोशियों की वो धीमी सी आवाज़ है ,
तन्हाइयों मे वो एक गहरा राज़ है ,
मिलते नही है सबको ऐसे दोस्त ,
आप जो मिले हो हमे ख़ुद पे नाज़ ह
Dekh Kar Tum KoBy : Rekha (Views : 424)dekh kar tum ko ek arsaa ho gaya
lagta hai jaise kain barso beet gaya
aate ho roj tum mere khwabo mein
hakikat mein laut aao phir se meri zindagi mein
kya kasoor tha mera, ek baar to batla do
maut ke pehle shayad tasalli mil jaye is dil ko
bewafaa nahi hai hum, aaj bhi yahi kehte hai
yakin nahi hai tumhe, par tumhare liye yeh jaan bhi de sakte hai
Kaise KaroonBy : Kajal (Views : 1127)Tum ho aaye phool banke
aur meri zindgi mehka gaye
Kaho tumhara shukria kaise ada karoon
Meri is viran si duniya me
roshni hi roshni jala gaye
Ab jab ban gaye ho jaan tum
to kaho saanson ko kaise khud se juda karoon
[ Previous Page ] [ Next Page ]
Pages : 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10