Yadein Bhi Hain Kuchh AisiBy : Sarfaraz amani (Views : 700)yadein bhi hain kuch aisi
tere naam se wabasta
har subha ho jaise
har shaam se wabasta
bas tere tasawwur se fursat nahi milti
rehti hain teri yadein
har saans se wabasta
laakhon hain tamannain
par ye meri dua hai
bas naam rahe tera
mere naam se wabasta
Baharein Aayi ToBy : Mohit Bhatt (Views : 755)Baharein aayi to pooche hai aapka pata
Sitarein chhayi to kya du main unko bata
Fizayein chhayi aur unhone bhi diya ye jata
Ki aapse pyar to hai dil ki sabse hasin khata
पलकों की छाव मेBy : rajesh kondal (Views : 1052)पलकों की छाव मे
नींद के गाव मे
रत भर हम
खाब खाब खेलते रहे
खाब कुछ अनकहे से थे
खाब कुछ अनसुने से थे
फुल्लो की तरह महके से खाब
रत भर महकते रहे
न जाने कहा से आये थे
न जाने कहा चले गए
फिर सब धुदला सा हो गया
हम जागते ,सोते रहे
Hoontho Se Nikle AlfazBy : Mohit Bhatt (Views : 869)Hoontho se nikle alfaz toh bahaar ban jate hai
Palko se nikle nazar toh woh deedaar ban jate hai
Saanso mein base toh woh khumaar ban jate hai
Aur dil mein utar jaye toh woh pyaar ban jate hai
Kaliyoon Mein Phool Ki BaateinBy : Mohit Bhatt (Views : 574)Kaliyon mein phool ki kuch baatein hoti hai
Khushi mein muskan ki kuch saugaatein hoti hai
Intazar mein gum ki kuch raatein hoti hai
Aur pyar mein chahat ki kuch mulakaatein hoti hai
[ Previous Page ] [ Next Page ]
Pages : 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10