Mausam Hai SuhanaBy : Suyog (Views : 634)mausam hai deewana jara dekh lo
hum hai tanha jara samajh lo
karte hai hum ijahar apni dosti ka
chaaho to hume kabul kar lo
Dekhi Jo Surat AapkiBy : Suyog (Views : 608)dekhi jo surat aapki
ye dil bechara machal gaya
rakhna hifajat se apni adaa ko
adaa pe aapki ye dil ghayal ho gaya
Tasweer Hai AapkiBy : Suyog (Views : 550)Tasweer hai aapki itni saloni
machal na jaye ye dil mera deewani
lagti ho tum tasweer me itni pyari
rubaru jab dekhunga to ghayal kar dogi tum hume deewani
Muskaan Hontho Mein Aur Dil Mein KhushiBy : Mohit Bhatt (Views : 412)Muskaan hai hontho mein aur hai dil mein khushi
Jab se aap mile ho chhayi hai ek jadugari
Is dil mein ab nahi hai koi bhi kami
Aur aapki mehek se khilne lagi hai ye zami
TU JO KAHEBy : Navin C. Chaturvedi (Views : 805)तू जो कहे, तेरी दुनिया से तुझको चुरा ले आऊँ मैं
तेरी इजाजत हो, तो मुहब्बत की बगिया महकाऊँ मैं
मान सके तो मान ले कहना, दिल मैं है ख्वाहिश एक यही
तुझको बना लूं अपना दिलबर, और तेरा हो जाऊँ मैं
तेरा भरोसा, तेरा सहारा, प्यार जो तेरा मिल जाये
सबसे बड़ा किस्मत वाला, इस दुनिया में बन जाऊँ मैं
तेरी बातें - तेरी यादें, इसके सिवा कुछ काम नहीं
तुझसे वक़्त मिले यारा, तो दुनिया से बतियाऊँ मैं
नजर मिला के, शर्म मिटा के, जो दिल में है - कह दे तू
ऐसा न हो, दिल की ख्वाहिश, दिल में ही रखे रह जाऊँ मैं
[ Previous Page ] [ Next Page ]
Pages : 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11