Na Jane Kyu Har Shaam Udaas Si Ho Gayi HaiBy : Sethi Choudhary (Views : 15649)Na jane kyu har shaam udaas si ho gayi hai
Bahar me bhi meri zindagi veeran si ho gayi hai
Jis pal se maine jeene ki khwahish chhod di hai
Us pal se maut bhi mujhse naraz si ho gayi hai
Koi Rasta NahiBy : Vijay Kumar (Views : 22905)KOI RASTA NAHI DUA KE SIVA
KOI SUNTA NAHI KHUDA KE SIVA
MAINE BHI ZINDGI KO KARIB SE DEKHA HAI MERE DOST MUSKIL ME KOI SAATH NAHI DETA AANSU KE SIVA
Alvida E Mere Hum NawaoBy : Vijay Kumar (Views : 14028)ALVIDA E MERE HUM NAWAO
ANJUMAN SE UTHYA GAYA HUN
JISNE BAKSHA THA GHAM ZINDGI KA
USKE GHAR ME BULAYA GAYA HUN
DO GHADI MAIN BHI AARAM KARLU
AAJ MUSHKIL SE FURSAT MILI HAI
DUNIYA WALO MUJHE NA JAGANA
PYAR SE MAIN SULAYA GAYA HOON
एक आंसू भी गिरा तो सुनाई देगाBy : सन्नी नरूल (Views : 26524)आज खुशियों की कोई दुहाई देगा
निकला है तो चाँद दिखाई देगा
ऐ मोहब्बत करने वालो देख कर मोहब्बत करना
एक आंसू भी गिरा तो सुनाई देगा
Mar Gaya Hu MaiBy : Er. Pushpendra Gautam (Views : 11096)Dard ki har ek had se gujar gaya hu mai
Fir na kabhi simtunga yu bikhar gaya hu mai
Maut bhi nahi aati ab to ruh ke nikalne se bhi
Saans mujhme baaki hain fir bhi mar gaya hu mai
[ Previous Page ] [ Next Page ]
Pages : 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10