Mat Karo Koi Wada Jise Tum Nibha Na SakoBy : Manoj (Views : 642)Mat karo koi wada jise tum nibha na sako,
Mat chaho use jise tum paa na sako,
pyar kisi ka kahan pura hota hai ,
pyar ka pehla akshar hi adhoora hota hai?
Rishton Ki Kitaab Ka Cover Hai DostiBy : Manoj (Views : 555)Rishton ki kitaab ka cover hai dosti,
Dosti se bani hai hamari hasti,
Khoon ke rishton ki baat aap karte hain,
Hamare liye to zindagi hai aap ki dosti.
Her KhushiBy : Awais (Views : 1223)Har khushi ko teri taraf mod doon
Tere liye chand taare bhi tod doon
Khushiyo ka darwaza tere liye khol doon
itna kafi hai ya do char aur jhoot bool doon
Tumhari ankhon me bus jane ko ji chahtaa hai
par kya karoo tumhara chashmaa beech me ataa hai
maine kaha raat ko neend nahi aati
Usne kaha asmaan par taare ginaa karo
Wo humare ghar aaye aur diya jala kar chale gaye
Baaki jo bacha tel woh sir me laga ke chale gaye
Zameen se asmaan tak, Zameen se asmaan tak
Zameen se asmaan tak, Hawa hi hawa hai
Tez hawa ka jhonka aaya
Sath me teri khushbu laya
Tab mere dil mein khayal aaya
Aaj bhi mera dost nahi nahaya
Ye Dil Payar K Qabil Na RahaBy : Awais (Views : 929)Ya dil pyar ke qabil na raha,
Koi bhi izhar ke qabil na raha,
Is dil main bas gayi dosti aapki ab tu chand bhi deedar ke kabil na raha!
kal ho na ho aaj tu hai
aaj ho na ho
ye pal tu hai
ye pal ho na ho
hum to hain
hum ho na ho
humari dosti to hai
Umid aise ho jo jeeny ko majbor kare,
raah aisi ho jo chanle ko majbur kare,
mahak kum na ho kabhi apni dosti ki,
dosti aisi ho jo milne ko majbur kare.
Na chahat hai sitaron ki,
Na tamanna hai nazaron ki,
Aap jaisa ek dost mila to kya zarurat hai hazaron ki
Humne jab kabhi khushi mehsoos ki,
Har kadam pe aapki kami mahsoos ki,
Door rehkar bhi aapki dosti kam na huyi,
yeh baat humne Dil se mahsoos ki.
MohabbatBy : Kundan (Views : 1284)Daag aansuon se dhoye hain,
Jab bhi tanha huye hain roye hain,
Dil mein kyon na uge yaad teri,
Dil mein tere hi khawab boye hain.
[ Previous Page ] [ Next Page ]
Pages : 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19