Bekabu Hai Dil Fir BhiBy : Shakuntla Sharma,Auckland,NZ (Views : 747)bekabu hai dil phir bhi
jiye ja raha hoon,
khali hai bottlein phir bhi
piye ja raha hoon,
majboori to dekho is dil ki reply nahin mil raha phir bhi,
message kiye ja raha hoon.
RangeelaBy : Navin C. Chaturvedi (Views : 751)Sadabahaar aasma neela hota hai,
mann bhaavan aasma peela hota hai,
gulabi aasma ki to baat hi kya hai,
aur jab aasma ho baingani,
to mausam rangeela hota hai.
Phool Ke BadleBy : Shakuntla Sharma,Auckland,NZ (Views : 802)phool ke badle kaante kya doge,
aansu ke badle hasi kya doge,
hum chahte hai tumse umar bhar ki dosti,
is sawal ka jawab kya doge.
MohobbatBy : Shakuntla Sharma,Auckland,NZ (Views : 845)kabhi to suraj ne ki hogi chaand se mohobbat,
isi liye uss mein daag hai,
mumkin hai chaand ne ki hogi suraj se bewafai,
isi liye suraj meh aag hai.
Haatho MeinBy : Shakuntla Sharma,Auckland,NZ (Views : 880)haatho mein hoti hai lakire hazaar,
kisi mein gum to kisi mein khusiyo ki bahaar,
na jaane woh kaun si lakeer hai,
jis mein khuda ne lekha diya,
aap jaisa dost ka saath.
[ Previous Page ] [ Next Page ]
Pages : 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23