Dil Kahi Hosh KahiBy : Alakeshsarma (Views : 6740)Dil kahi hosh kahi rehta hai aajkal
Har waqt khafa khafa rehta hai aajkal
Tum chhu lo to ye yakin aa jayega
Ke mujhme bhi koi rehta hai aajkal
Kya Sila DiyaBy : Mohit (Views : 4445)Aaj hamko ehsaas ho liya
khushi ne daman Chhupa liya
dekho to jinko dost samjha
usne dosti ka kya sila Diya
Bhari Bahaar MeinBy : Sarfaraz amani (Views : 3027)Bhari bahaar mein ik shaakh per khila hai gulaab
ke jaise tune hatheli pe gaal rakha hai
Har Gum Ko Pala Nahi JataBy : Rita (Views : 3973)Har gum ko pala nahi jata
Kanch ki cheezo ko uchhala nahi jata
Kuchh karna hai to mehnat karo yaaro
Har baat ko "ALL IZ WELL" bol ke tala nahi jata
Meri Takmeel Mein Hissa Hai Tumhara Bhi BahutBy : Sarfaraz amani (Views : 1418)Meri takmeel mein hissa hai tumhara bhi bahut
Main agar tumse na milta to adhoora rehta
[ Previous Page ] [ Next Page ]
Pages : 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14