Mat MuskuraoBy : Vishal Maurya (Views : 13297)Mat muskurao itna ki phulo ko khabar lag jayegi
kare wo tumahari tareef aur tumhe nazar lag jaayegi
Chand Ka Tukda By : Naresh Agarwal (Views : 11519)itna khoobsurat chehara hai tumhara
har dil diwana hai tumhara
log kehate hai chand ka tukda ho tum
lekin ham kehate hai chand tukda hai tumhara
MuskuranaBy : Naresh Agarwal (Views : 8730)Wo muskura ke dard taal deta hai
kisi kisi ko khuda ye kamal deta hai
nazar utha ke jis ko dekh le woh ek bar
yakeen karo use mushkil mein daal deta hai
Unhe ChahnaBy : MIRZA NASHIT (Views : 8309)Unhe Chahna hamari kamjori hai
Unhe keh nahi pana hamari majburi hai
Woh kyo nahi samjhte hamari khamoshiya
Kya pyar ka izhar karna jaruri hai
ChorniBy : Dr Yash Pal Arora (Views : 5557)Suntey the kabhi
ki choriaan hoti hain andheron mein
husn ki itni roshni mein
kaise dil churra kar le gaye
[ Previous Page ][ Next Page ]
Pages : 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10
| Most Viewed Tareef shayari |