Hum Ko To Beer Ne LutaBy : Akshay (Views : 5875)hum ko to beer ne luta
ciggrate me kahan dum tha
apni to botal hi wahan tooti
jahan whisky ka drum tha
Pyaar Bhari MooratBy : Pari (Views : 2636)pyare khuda hum par ye ehsan farma do
humari khatir koyi mojza dekha do
muskurate rahein ye lab
aisi kushi tum la do
kanto bhari raho ko
phoolo se saja do
lage chahe jitne bhi zakham
kuch aisi dava do
ye dil kabhi na toote
isse aisa bana do
chahat se jise maangu tujhse
usse mujhse mila do
agar kismat mein mere pyaar na ho
to mujhe khaak bana do
zindagi ki tasveer mein rang bhar kar
mere sapno ko saja do
mujh pyaar bhari moorat ko tum
yu na saza do
Keemti Cheej ChadtiBy : Manpreet Singh (Views : 1713)jaan sadi tu tu ih kehri gal karti,
jind sadi ih gal keh ke suli utte tang ti,
sadi black & white zindgi to rangeen karti,
tainu pon lai asin har keemti cheej chadti...
Hum Bhi TheBy : Nadia Brohi (Views : 1836)ghum-e zindage ne humein kabhi jeene nahi diya
warna hum bhi kabhi laila huya karte the
Bachpan Ko DhundneBy : Manpreet Singh (Views : 1573)Zroorat nahi bachpan ko dhundne ki
woh to har pal hai hmare mann mein rehta
na chhodo pani mein kagaj ki kashtian
kyunki achi-achi kashtian paar nahi lagati
yeh bachpan wala samander hai hi itna gehra
har insan hai apne is bachpan ko dhundta rehta.
[ Previous Page ] [ Next Page ]
Pages : 20 21 22 23 24 25 26 27 28 29